video size compress kaise kare without loose quality,How to Compress size of video-Aaj puri duniya smartness ka diwana hai.har koe aaj photo,video lene ka kafi shoqin ho gaya hai.aaj log Hd me video dekhna pasand karte hai.
Aur aise me hd video ka size bahut jyada hota hai.eski wajah se log use jyada share ya fir kahi upload nahi kar pate hai.esliye aaj hm bat karenge Us Video ki size ko compress karne ki.
Aaj har kisi ke pas bahut se mahnge-mahnge(heavy rate) wale phone honge.jisme aapka phone hd photo aur video ko capture karta hai par aapne gaur kiye honge ki uska size bahut hi jyada ho jata hai.
Jo hme achha nahi lagta ki etna kam time ka video etna jyada size me kaise ho gaya.
Esliye aaj mai aapko bataunga ki apne hd video ka size compress kaise kare bina uska quality khoye bina.
Jaise ki aapka video ka size 1Gb hai to metr bataye gaye method ko use karke use aap 100mb,50mb ya fir 15mb tak ka size ko compress kar sakte hai.
Lekin ye sab me karne se nam marta ka quality par fark parega.
aur aap es method se aasani se apne Video ka size compress kar payenge.
Video size compress karne ka fayda?
Video ki size agar kam hoga to uske bahut sare fayde honge.
jaise ki aaj mai apne phone ka recordings video ko whatsapp status me lagana chah tha tha but etna jyada uska file size bara tha ki status me upload hone me bahut time lag rha tha upar se data bhi loss.
- To sabse pahle to kahi par uploading me time kam lagega
- Apka data kam kharch hoga
- Ap vo video kisi dosto ke sath jaldi share kar payenge
Video size Compress karne ke liye Requirement?
Dosto,Aap directly apne mobile me diye gaye application se aap apne video ko size ko kam nahi kar sakte hai.ya fir unhe crop ye sab karke uski size ko kam nahi kar sakte hai.
Eske liye aapko ek play store se third party application ko downlaod karna parega.
Ap us application ki madad se asani se apne video ki size ko compress kar payenge bina quality ghataye.
Video Size compress Kaise Kare? Without Loose Pixel Quality
Mere bataye gaye method ko follow karke aal asani se apne video ko compress kar payenge.
Aur jab bhi aap video ko compress karenge to bina quality ko loose kiye aapka video ka size ko kam kar dega.
Yaha par mai aapko 2 method se video ki size ko compress karna bataunga.
Jinke pas android phone hai to vo apne phone se bhi compress kar sakte hai aur jinke pas computer hai vo apne computer ki madad se bhi video ko compress karke size kam kar sakte hai.
To niche diye gaye steps ko follow kare..
Ye Bhi Zroor PAdhe-
-
किसी भी Mobile मे Software कैसे डाले?
-
2900+ Impressive Instagram Bio For Boys 2023 [Cool Insta Bio]
- 2023 Most Popular Sanskrit Shlok हिंदी अर्थ सहित विस्तार से।🙏
Now Follow These Steps:-
#1 Method
Mobile se Video Size compress kaise kare?
1. Sabse pahle apne phone me play store se video compressor application ko download kar lijiye.
2. App ko install krne ke baad jb aap app ko open krenge usme Input Video ka option aayega.
4. Ab jis video ko convert krna hai aap usko input video se select kar lijiye
video size ko compress kaise kare |
Computer se video Size compress Kaise Kare?
video size ko compress kaise kare |